Apni Blog post ko Puri tarah se S.E.O Friendly banane ki best tips

Apni Blog post ko Puri tarah se S.E.O Friendly banane ki best tips:-


S.E.O friendly blog post likhne ki best tips


Dosto, iss post me Mai aapko bataunga ki aapko kaise apne Blog ki post ko S.E.O friendly kaise bana sakte hai. Maine pichale post me sirf aapko ye bataya tha ki S.E.O Kya hai?

Ab iss iss post ko start karne se pehle aapke pasa ek aisaa Blog hona chahiye jo aapke Google Search Console me add ho.

To ye bhi ek sawal uth jata hai ki aapko apni post ko S.E.O friendly banana kyun jaruri hota hai?

To iska jawab maine niche diya hai. Vaise iska jawab to aap log khud bhi soch sakte ho.

Blog post ko S.E.O Friendly banana kyun jaruri hai?


To, iska jawab to baut hi simple hai agar maan lijiye aapne ek blog banaya aur usse Google Baba ke pass submit bhi kar diya Matlab Google Search Console me.

To bass it a kar dene se Google aapko ranking nni dedega iske liye aapko pehle S.E.O friendly post likhne padenge aur copy paste jara bhi nni karna hoga.

Post kaise S.E.O friendly banega usko main nicche aapko nicche samjha de rha hu.

Post ko S.E.O friendly kaise banaye?

Ye kaam viase it a bhi mushkill nni hai dosto, agar aap badhiya tarike se karenge to aap ka post S.E.O friendly jarur banega ha par Mai gurranty nni deta ki ban hi jayega.

Iske bahut saare points Maine sab aapko nicche bta rha hu:-

1) Aapko post ki lenght:-

Dosto ye factor bahut hi important factor hota hai aapke post ko S.E.O frendly banane ke liye aur aapke article ko informative banane ke liye bhi.

Aam taur par kha jata hai ki aapke post ki length 1200 se 1500 words ke beech honi chahiye kyunki agar aap ye soch rhe ho ki mai agar 600 se 700 words ka article likhu aur voo Google me rank ho Jaye to ye to aap bhul hi Jay to think hai.

SupportMeIndia ke author Jumedin Khan ji  bolte hai ki aap article ko chota likhiye par informative tarike se likhiye. Par vvo khud bhi bahut badhiya tarike se article like hai aur voo uss article me jayada idhar udhar ya unwanted things nni likhte. Isliye aaj unka Blog Hindi Blogs me top par hai.

2) Aapko article ke format ka dhyaan rakhna chahiye:-


Dosto, ye bhi kaafi important hai. Format Matlab friends aapko apne post me such kuch ekdam badhiya tarike samjhana hoga.
Heading, Subheading, etc ka sahi tarike se istmaal karna hoga.

Friends, example ke taur par mere hi post ko lelijiye mere jitne bhi articles ko ranking mil hai unn sab ko proper heading and sub heading wise define Kiya hai.

Isse friends ye hoga ki aapka article bilkul proper managed aur well defined lagega aur Aapke readers aapke blog ko kaafi pasand karenge aur ye aapke blog ko bahut faayda dega.

4) Unwanted images ke istmaml se door rahiye:-

Bahut saare aise bhi log hai Jo apne blog post me bahut jayada images add kar dete hai. Ye kaam karna kisi bhi najariye se sahi nni hai. Bhalehi unka article 500-600 words ka hi hoga to bhi.

Jayada images add karne se se aapke article me Jo text hota hai voo utna attractive nni lagta. Jayada se jayda aapko apne article me ek ya do hi images ka istmaal karna hai.

Haa agar aapko koi chiz step by step samjha the ho to aap images ka bahr pur istmaal kar sakte ho.

Ek baat hamesa yaad rakhiyega doosto, jayada image ya video wali website ya blog ko Google adSence hate karta hai aur approve bhi nni karta.

5)  Apni post me jayada idhar udhar ya unwanted chize mat likhiye:-

Ye paanchvaa tip hai dosto, aur ye bhi kaafi important hai. Aap kiss topic par article like the hai sirf ussi topic par Appko focus karna hai.

Example, ke taur par jaise aapke topic hai.
Abhi recently launch huwe phone Asus Max Pro iske aap specification price aur bhi chizo ke baare me likhne jaa rhe hai. To apako pure post me sirf aapko Asus Max Pro ke baare me hi batana hai naa ki Asus ke baare me.

Neil Patel ji bhi ek Blogger Hai unless ek ek post me bahut views aata hai dosto bahut views aur ye sirf isliye hota Hai kyunki vvo bhi likhte hai. Voo ekdam clear aur long aur informative hota hai. Voo apne post me koi bhi unwanted chiz nni likhte.


6) Apne post ke heading par bhi aapko dhyaan dena hai:

Iss piontISS par bahut saare log Jara bhi focus nni karte par ye bhi kaafi important factor hota hai.

Aapko apne post me inn jaise char words me se kisi bhi ek ka istmaal karna chahiye.

  • Best
  • Free
  • Yearly
  • Kiss bhi number ka istmaal karna chahiye.
Example ke taur par aap issi post ko dekh lijiye Maine iss post me Best word ka istmaal kiya hai har koi number kaa nni to isse koi jayada fark nni padta hai.

Conclusion:-


To, ye post aapko keval it a batane ke liye thanks aap apne post ko kaise S.E.O Friendly bana sakte hai. Aage ISS series me Mai aapko bataunga, bahut saari chize bataunga. 

Agar accha lage to iss pst ko share jarur kare. Aur koi bhi sawal ho to use comment karke jarur puuche.

1 comment:

  1. Useful article.You are doing great.CLICK HERE TO VISIT OUR TECH WEBSITE!
    --------------------------------------------------------------------------------------
    Meesho-Earn 5,000rs. Per Month By Reselling Products | Make Money Online In Zero Investment
    --------------------------------------------------------------------------------------
    Best Video Editing Apps In 2019
    --------------------------------------------------------------------------------------
    Start T-shirts Selling Business | Make Money Online In Zero Investment
    --------------------------------------------------------------------------------------
    How to download copyright free images for blogpost?
    --------------------------------------------------------------------------------------
    Top 5 Ways to Make Money Without Adsense
    --------------------------------------------------------------------------------------
    How to earn money with youtube without adsense?

    --------------------------------------------------------------------------------------
    Now Earn Money By Watching Youtube Videos
    --------------------------------------------------------------------------------------

    ReplyDelete